Tuesday, June 10, 2014

CHIRAAGH SHAJAR E ZAR (yani daulat ka darakht) چراغ شجر زر یعنی دولت کا درخت The Tree Of Wealth

CHIRAAGH SHAJAR E ZAR (yani daulat ka darakht)
yeh chraagh ek anmol ruhani tohfa hai un logo.n ke liye kam aamdan aur kharch ziada rakhte hai.n , rupai ke husool me rukawat ka shikaar hain karobar chalte chalte ruk jata hai,sar pe qarzon ka baar hai aksar kaam me nazar e bad ka sar mehsoos ho ya dushmano ke hasad ka ehsas ho ,rupai haath me na rukte ho.n in saare aur in jaise umoor ke liye Chiraagh Shajar e Zar ek aazmudah shai haibehamdillah sainkdo.n afraad iski barkat se be barkati aur tangdasti ki musibat se nijat pa chuke hain iske raushan karne waale par Allah jalla Majduhu ke fazal o karam se rahmat o barkat ka nuzool hoga qarz ada hone ki sabeel paida hojayegi aur aflaas o ghurbat ka mukammal khatma hoga iske raushan karne par daulat par hakmaran Moakkil haazir hote hain yeh Moakkil nihayat rehamdil aur narm tabiyat ke malik hain jis bande se yeh Moakkil maanus hojate hain usko zindagi me kabhi bhi rupai paise ki tangi nahi hoti Allah ke izan se Moakkil har jaiz tariqe se husool e daulat me madad karte rahenge....isey raushan karne ki tarkeeb chiraagh ke saath di jati hai zarurat mand hazraat o khwateen Idara Roohani Imdad se hadiyatan haasil kar sakte hain.

Featured Post

AL AUFAAQ (Vol-14) الاوفاق

Book Your Copy Now +91-9883021668