Wednesday, January 10, 2018

Istekhara Baraye Nikaah 🇮🇳 استخارہ برائے نکاح

Agar koi kisi jagah rishta bhejna chahe aur yeh samajh nahi ata ho ke kia kiya jaye ya kahi'n se rishta aya hai aur apko jwab dena hai to is ke liye yeh istekhara kare'n bawaqt e shab do rakat nafl ba niyat istekhara ada kare'n aur sat martaba is dua ko parh kar so jaye'n in sha Allah khwab me haqiqat aashkara ho jayegi ya dusre din dil me koi ek bat mustahkam ho jayegi.....fulanata ki jaga us ladki ya aurat ka nam le'n aur agar aurat istekhara kar rahi hai to mard ya ladke ka nam le .

Featured Post

AL AUFAAQ (Vol-14) الاوفاق

Book Your Copy Now +91-9883021668