Tuesday, April 4, 2023

Tareeqa Lauh e Shams 🇮🇳 طریقہ لوح شمس 2018 ( Method Of Making Sun glory Amulet)

Lauh e Shams Ki Mushtasar Khasiyat

  • Taskheer e Khalaiq
  • Taraqqi Darajat o Mansab
  • Farawani e Rizq
  • Taskheer e Hukkam o Afsaran
  • Nazdeeki Umara o Salateen
  • Kamyabi Muqablajati Imtehanat
  • Be Panah Shohrat
  • Maqbooliyat Awam o Khawas
  • Taskheer e Quloob
  • Husool e Shan o Shaukat
  • Roab o Dabdaba waghaira ...aur bhi bahut sare fawaid is Lauh e Mukarram ke hai'n

Do qisam ki Lauh hadiya e nazreen o membran e Idara hai ek naqsh e Musaddas hai joke Aftab ka mansoobi Naqsh hai isey sirf Amileen hi pur kare'n awam ke bas ka nahi aur dusra Naqsh e Murabbah hai jise awam joke mamooli faham naqoosh ka rakhte hai'n khud apne liye bana sakte hai'n...ain sharaf e aftab ke waqt joke 8 april subh 3:45 se shuru hokar 9 april 3:00 baje tak rahega is darmiyan 4 sa'te'n shams ki milengi unme sab se ba quwat pehli sa'at hogi phir dusri isi tarah teesri aur chauthi...ek aisa kaghaz jis ka ek rukh sunehra ho aur dusra safed , safedi ki taraf naqsh murabbah mudauwar banaye'n aur dusri taraf yani sunehre rukh ki taraf tilism aftab banaye naqsh taiyar hai phir pile ya zafrani kapde me momjama kar ke hasbe mamool istemal me rakhe'n har shakhsh khud apne liye bana sakta hai meri dua sab ke liye hai.
Uske ilawa yeh naqsh Murabbah Aur Naqsh e Musaddas dono humare yeha'n kaghaz aur dhat par ziada se ziada tyar ki jayegi ap chahe'n to hadia bhej kar naqoish manga sakte hai'n.
Sufi Muhammad Imran Razvee Al Quadri 


Featured Post

AL AUFAAQ (Vol-14) الاوفاق

Book Your Copy Now +91-9883021668