یہ انگوٹھی ہمارے یہاں ہر ماہ بکثرت تیار ہوتی ہے ۔اس میں شامل کئے جانے والے پانچ نقوش اعلیٰ خصوصیات کی حامل ہیں ۔یہ نقوش چاندی کے باریک پتروں پر کندہ کئے جاتے ہیں۔یہ انگوٹھی ہر دلعزیزی اور قوت و غلبہ بر دشمناں کے لئے جامع ہے۔تمام مقاصد میں کام آنے والی۔تسخیر خلائق کے لئے اکسیر اعظم ہے دنیا کھنچی چلی آتی ہے ۔دولت و ثروت کے لئے لاجواب۔ہر قسم کے جادو سحر اور آفات و بلیات سے حفاظت کے لئے مفید ہے بفضلہ و باذنہ تعالیٰ۔(خاص چار رجب شریف میں تیار شدہ)
اس اسم پاک کے اعداد بیس(20) ہیں اور اس کے معنی
ہیں ہدایت دینے والے ہدایت عطاکرنے والے ۔ حضور نبی کریم علیہ الصّلوٰۃ والسّلام
کے اس اسم مبارک کو پڑھنے کا فائدہ یہ ہے کہ جو کوئی اس بات کا خواہاں ہو کہ پر
وردگار عالم اسے حق کی ہدایت عطا فرمائے
تو وہ ہر نماز کے بعد اکیس مرتبہ اسم پاک پڑھ کر دُعامانگ لیا کرے انشاء
اللہ تعالےٰ صراطِ مستقیم پرگا مزن ہوگا اللہ تعالیٰ راہِ ہدایت نصیب فرمائے گا۔
ایمان کی سلامتی اور دین حق کی سمجھ سے سرفراز فرمائے گا ۔ دل میں برائیوں سے نفرت
کا جذبہ پیدا ہوگا اور نیکی کے کاموں کی رغبت
وتوفیق مرحمت ہوگی ۔ اگر کوئی جنگل یا بیابان میں یا کسی بھی مقام پر راستہ بھول
گیا ہو اور کوئی راستہ دکھانے والا نہ ہو تو
بیس مرتبہ یہ اسم پاک پڑھے انشاء اللہ تعالیٰ صحیح راستہ مل جائے گا
پریشانی اور مشکل رفع ہو جائے گی ۔ اللہ تعالیٰ اپنے خصوصی فضل وکرم سے نوازے گا ۔
Amaliyati tasarrufat aur asmaye sifaat ke hawaale se Surah Kausar Shareef mushtarak hai. yeh jis qadar jalali utna hi jamali hai . is surah me jalal o jamal ka tawazun anokha hai . Surah Kausar Shareef ka amil jitna bughz o adawat aur halaakat ka kam kar sakta hai . utna hi mohabbat aur khair o barkat ke umoor me mutasarrif ho sakta hai.
TARKEEB E AMAL KI PDF HADIYAH BATAUR E NAZR ADA KAR KE HAASIL KAREN.AUR FAQEER E QUADRI KI ROOHANI TAWAJJOH ME IS AMAL KA AMAIL BAN JAYEN.
EK MOTABAR ROOHANI MUAALIJ AUR ZIMMADAR AMIL BAN KAR KHALQ E KHUDA KO FAIZ POHCHAHYEN.
شرفِ آفتاب کا وقت پورے سال میں ایک مرتبہ آتا ہے نقوش و تعویذات کے لئے حد درجہ موثر اور نہایت با قوت وقت ہے، اس سال ہمارے یہاں لوحِ شرفِ آفتاب کے ساتھ طلسمی انگوٹھی کے نقوش بھی تیار کئے گئے ہیں یہ نقوش چاندی کے پانچ پتروں پر کندہ ہیں ایک پر نقش تسخیر خلق دوسرے پر خاتم شرف آفتاب تیسرے پر طلسم شرف آفتاب چوتھے اور پانچوے پر دعائے تسخیر خلق کندہ ہے ان پانچ پتروں کو چاندی کی انگوٹھی میں رکھ کر اوپر سے دم شدہ اصلی یمنی عقیق جڑ دیا جائےگا یہ انگوٹھی حاجتمندوں کی انگلیوں کی سائز کے مطابق ہی تیار کی جائے گی اسی طرح لوحِ شرفِ آفتا ب بھی کاغذ پر زعفران سے وقتِ مقررہ پر تیار کیا گیا ہے یہ لوح اور انگوٹھی ہر اس شخص کے لئے ایک روحانی تحفہ ہے جو تسخیر خلائق یا عوام الناس میں مقبول ہونا چاہتا ہے، جسے سیاست میں نمایا کامیابی درکا ہے ،جو اپنا کھویا ہوا وقار دوبارہ بحال کرنا چاہتا ہے،جومقابلہ جاتی امتحانات میں کامیاب ہونا چاہتا ہے ،جو شہرت عزت اور رعب و دبدبہ کا متمنی ہے ، جو دشمنوں پر غالب آنا چاہتا ہو ان سب حضرات و خواتین کے لئے لوح شمس یاطلسمی انگو ٹھی لاجواب ہے
Agar koi shakhsh kisi jismani bimari me mubtala ho ya kharish , khansi ya kisi androoni bimari me mubtala ho to bawuzu rozana 11 bar aayat alkursi parh kar apne dono hatho par dam karke apne tamam jism par sar se paun tak pher le aur 11 martaba Ayat al kursi parh kar pani me dam kar ke pi le , agar koi dusra mariz hai to parh kar uske dono hatho me dam karde taake woh apne tamam jism par pher le aur 11 martaba pani par dam kar ke mariz ko dede ke isme se thoda thoda karke pita rahe , in sha Allah chand din me najaat hasil hogi.
Mariz ke paun ke nakhun se sar ke balon tak ek dora naap le phir giara bar durood shareef parhe , durood shareef ke sat martaba surah muzammil parhe akhir me giarah bar durood shareef parh kar dore par dam kar den phir dore ko naape agar dora naap se chhota rah jaaye to shiyateen ke asar se bimari hai aur agar dora naap se bada ho jaye to sehar hai ya jin ke asar se maraz hai aur agar dora qad ke barabar hai to maraz jismani hai doctor ya hakeem se elaj karayen.
Agar kisi ko dard e gurda ki shikayat paida ho gai ho aur gurde ki jagah har waqt teesen uthti hon aur kisi pal chain naa aata ho to is ke liye mandarja zail ayaat 41 din tak rozana subh ke waqt ba wuzu ek plate par likhen, us plate ko dhokar us pani ko mariz ko char waqt subh dopahar sham rat pilayen in sha Allah jald hi dard e gurda ki bimari se sehat haasil hogi.
Agar koi bacha kund zahan ho aur uska dimagh kamzor ho aur usey sabaq yaad na hota ho , Ya Quran paak hifz kar raha ho aur us dauran ka pichhla sabaq bhool jata ho to uske liye mandarja zail aayat ba wuzu ek kaghaz par likhe aur us kaghaz ko lapet kar apni kitab me sabaq ki jagah rakh le ya Quran majeed hifz kar raha hai to quran majeed me us maqam par rakhle jahan uska sabaq hai.
In sha Allah tala iski barkat sabaq jald yaad ho jayega aur parha hua hifz kia hua yaad rahega. hifz aur faham bahut kamil ho jayega .
Agar kisi ke maal , zamin ya kisi aur asbaab par ya izzat o aabru ka koi naa haq daawe daar ban kar zulm kar raha hai aur mazloom chahta ho ke us zalim qaabiz ke naa haq qabza se najaat mile to usey chahiye ke 7 din tak zohar ki namaz ke bad 1100 martaba ba wuzu ye aayat parh kar dushman ke dafa hone ki dua kare in sha Allah ek hafta ke musalsal amal se dushman se najaat mile gi.
Is Saal Sharaf e Aftab 7 aur 8 April ko hai. Taskheer e Khalq , Rob o Dabdaba , Taskheer e Hukkam , wusat e Rizq aur Imdad e Ghaibi ke liye is waqt ki taseer awamunnas ke nazdeek musallam aur khwas ke haan tasleem shuda hai.
Sharf e Shams ke nuqoosh ke khwas ba mujib e irshad e Alahazrat Azeemul Barkat mulahiza farmaye'n . irshad farmaya in ke fawaaid barkaate e azeema makhlooq wa Khaliq sab ke nazdeek azeem wajahat , umar bhar ha rzeeq se najaat , hamehsa wusat e rizq , hayaate taiyeba , mahabbat e ilahi , quloob e khalaaiq me mahabbat.
Faqeer e Quadri arz karta hai sharaf e shams ki aisi mukhtasar aur jaame khwaas ka bayan kahi nahi milega , Ap jo bhi kahsiyat bayan karna chahenge woh inhi khsussiyat ke ziman me hogi.
Befazlihi Tala humare yaha arsa daraaz se sharafhaaye kawakib me nuqoosh wa alwaah taiyar kiye jate hain.Bilkhusus sharaf e shams ke nuqoosh jo humare yaha taiyar hote hain Allah ke fazal se inhe dawami shohrat aur khub pazerai hasil hai. sainkdo afrad ko sharaf e shams ke nuqoosh bana kar de chuka . baaz ahbab husoole barkat ke liye har sal sharaf e shams ke naqoosh banwate hain.
Faqeer ke yahan tariqa yeh hai ke har saal sharaf e sham ke nuqoosh badal diye jaate hain , yeh tabdili faqeer e quadri ke fanni zauq aur awam ki zarurat aur hajat ke mutabiq hota hai. is ke liye baqaaida istekhara karta hun , ghaur wa tammul karta hun phir sharah sadr hota hai to nuqoosh ki shakal qalb me ilqa kar di jati hai.
is saal jo naqsh humne sharaf e aftab ke liye waza kia hai woh sharaf e shams ki tamam khususiyat aur khubyun ke elawa be shumar barakaat ka haamil hai. bilkhusus Alahzrat Azeemul barkat ne jin khususiyat ka zikr kia wo saare tasarrufat Deeni wa dunyawi is saal ke Lauh e Shams aur Angoothi me shamil aur daakhil hai. Allah Tala Barkat Farmaye.Amin.