Mariz ke paun ke nakhun se sar ke balon tak ek dora naap le phir giara bar durood shareef parhe , durood shareef ke sat martaba surah muzammil parhe akhir me giarah bar durood shareef parh kar dore par dam kar den phir dore ko naape agar dora naap se chhota rah jaaye to shiyateen ke asar se bimari hai aur agar dora naap se bada ho jaye to sehar hai ya jin ke asar se maraz hai aur agar dora qad ke barabar hai to maraz jismani hai doctor ya hakeem se elaj karayen.
Monday, April 14, 2025
Maraz Maloom Karne Ka Tariqa مرض معلوم کرنے کا طریقہ | How to diagnose the disease | Sufi Imran Razvee Sb | Idara Roohani Imdad
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Featured Post
-
ADAD NIKALNE KA AASAN TARIQA KISI BHI NAAM KA ADAD NIKALNE KA AASAN TARIQA YEH HAI KE NAAM KE HUROOF KO MUFARRAD YANI ALAG ALAG LIKH ...
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.