Saturday, October 21, 2017

Durood Kibriat e Ahmar Shareef درود کبریت احمر شریف

Kisi bhi Amal ya Loh Sazi Se Qabal is Durood ko ek ya teen bar perh lene se ummed e ijabat mustahkam ho jati hai...Idara Ke Kul Membran Ko iski Ijazat hai

Hifz e Qur'an Me'n Asani Hoحفظ قرآن میں آسانی ہو

Agar koi bachcha Qur'an hifz karne laa ho aur usey uljhan ya bojh zehan o dimagh me'n mahsoos hota ho ya koi talibilm sabaq zahan nashee'n na kar pata ho to chahiye ke sat din lagatar roti ke tukre par likh kar khilaye'n...... 



Friday, October 20, 2017

Loh e Noor (Atiyah Huoor Mufti e Azam e Hind)

Loh e Noor Huzoor Mufti e Azam e Hind Nawwarallahu Marqadahu Ka Istikhraj Farmooda Ek Roohani Atiyah Hai Jo Ke Jumla Maqasid Me Mujarrab o Azmuda Sabit Hua Isey Hasil karne Ke Liye Idara Se Rabta kar Sakte hain Yeh 3 Type Ka Tyar Kia Jata Hai 1. Zarfarn Se 2. Pak Siahi Se 3.Printed .....Hasb e Zouq Talab Kar Sakte Hai'n.....Shukria


Thursday, October 19, 2017

Mushtari Dar Burj e Aqrab مشتری در برج عقرب Jupiter In Scorpio


10 October 2017 se November 2018 tak Mushtari burj e Aqrab me'n qayam pazeer rahega is dauran mushtaraka taur par insano'n par iske kia asarat honge yeh janne ke liye sutoor e zeil ka mutala kijye


Monday, October 9, 2017

Friday, October 6, 2017

Tuesday, October 3, 2017

Lohe Tahaffuz Khaas لوح تحفظ خاص (Talisman For Protection)



Lohe Tahaffuz Khaas
Aayat e Hifaazat aur Huroof e Noorani Ki Naayab Loh
  • Aaseb khwah kaisa zabardast ho is loh ke haamil  par ghalib nahi aa sakta
  • Asarat e shaitani apna asar daalne me nakaam ho
  • Jinn jinnat koi gazind na pohcha sakey
  • Sarkash se sarkash jin bhi kuch na bigaad paaye
  • Bhoot pareyt kabhi bhoole se bhi paas nahi bhatak sakte
  • Badd rooh ya arwahe khabeesa is loh ko dekh kar meelo door bhag jaate hain
  • Sehar jaadu safed jo alwi moakkilon ke zarye karaya jata hai usse mukammal hifazat rahti hai
  • Sifli ilm ya sifli amal khwah misar ka ho ya bangal ka bihar ka ho ya africa ka apna asar is loh ke muqabil nahi dikha sakta
  • Kaala jaadu ,sehar e hawatif, sehrulmaraz, sehrulwaswaas, sehar e takhaiyul, gharaz ke jumla aqsaam ke sehar se tahaffuz
  • Karobar ya dukan ya factory me maali nuqsaanat se hifaazat rahe
  • Achanak hone wale haadsisaat har qisam ka dar khauf se aman me rahe
  • Ghar karkhane ,office ,dukan me chor aur chori se aur aag lagne se hifaazat
  • Nayi dulhan aur jawaan bachchiyon ki nazar bad aur oopri asaraat se hifazat


Featured Post

AL AUFAAQ (Vol-14) الاوفاق

Book Your Copy Now +91-9883021668