Posts

Featured Post

Sharaf e Aftab Ka Waqt 2026 | Sun glory timing | شرف آفتاب کا وقت

Image
  اس ویڈیو کا خلاصہ اور اہم نکات درج ذیل ہیں، جس میں صوفی عمران رضوی صاحب نے شرفِ آفتاب 2026 کے اوقات اور اس میں لکھے جانے والے نقوش کے بارے میں رہنمائی فرمائی ہے: شرفِ آفتاب 2026 کا وقت ویڈیو کے مطابق اس سال شرفِ آفتاب کا درست وقت یہ ہے:  * آغاز: 8 اپریل 2026، رات 1 بج کر 25 منٹ سے۔  * اختتام: 9 اپریل 2026، رات 1 بج کر 45 منٹ تک۔  * گویا 8 اپریل کا پورا دن شرفِ آفتاب کے دائرہ کار میں رہے گا۔ اہم نقوش اور اعمال  * یا اللہ المحمود کا نقش: صوفی صاحب نے اس خاص نقش کی بہت تاکید کی ہے، جو "تسخیرِ خلائق" (لوگوں کی توجہ حاصل کرنے) کے لیے نہایت مفید ہے۔  * عاملین کے لیے ہدایت: جو لوگ کسی خاص عمل (جیسے سورہ مزمل، دعائے حزب البحر، نادِ علی یا چہل کاف وغیرہ) کے عامل ہیں، انہیں چاہیے کہ شرف کے وقت اس عمل کا نقش اپنے لیے ضرور لکھیں، یہ ان کے لیے ایک روحانی تحفہ ثابت ہوگا۔  * اجازت: انہوں نے اپنے زیرِ نگرانی کام کرنے والے احباب اور عاملین کو شرفِ آفتاب میں نقوش و الواح تیار کر کے حاجت مندوں کو دینے کی اجازت دی ہے۔ نقش لکھنے کا طریقہ اور ترتیب  * یہ نقوش کاغذ پر...

Taweez Do Bhaiyon Me.n Sulah Ho Jaye ताबीज दो भायों में सुलह हो تعویذ دو بھاءوں میں صلح ہو جاءے

Image
Jab do bhaiyon ya do doston me apsi ranjish paida ho jaye to unki sulah karane ke waaste surah yousuf ki ayat number 92 ko 3371 martaba parh kar naqsh par dam kare.n aur dono me.n se kisi ek ko yeh taweez bandh de.n agar kisi ko bhi taweez dena mushkil ho to kisi phal dar darakht ya ghar me.n latka de.n taake hawa se hilta rahe ,yeh tariqa do giroh ya do jama't me.n bhi sulah karane ke liye behad asan aur mujarrab hai.

Surah Ikhlas Ba Mawakkil Ka Amil Banye सूरा इखलास बा मौक्किइल का अमीन बनिये سورہ اخلاص با موکل کا عامل بنے

Image

Taweez Garmi Ki Shiddat Aur Loo Se Bachne Ke Liye تعویذ گرمی کی شدت اور لو سے بچنے کے لے तावीज़ गर्मी तीव्रता और लो से बचने के लिए

Image
Mausame garma me bahut sare afraad loo lagne se ja.n bahaq ho jate hain aur hazaro.n log bimar par jate hai.n is mausam ki garam hawaon se ped paude bhi jhulasne lagte hain aur mukhtalif bimariyon ka daur shuru ho jata hai in sab se mehfooz rahne ke liye is ayat e qurani ko rozana 11 bar parh kar khud par dam kare.n aur bacho.n par bhi 11-11 bar parh kar dam kare.n aur isi ka naqsh gale me dale.n

Taweez Kaam Kiyoun Nahi Karta تعویذ کام کیوں نہیں کرتا ताबीज काम क्यों नहीं करता Why Amulet Doesn't Work

Image
Taweez Kaam Kiyoun Nahi Karta  Alwah Sazi Aur Naqsh Nawesi ka Ek Gosha Naqsh bharna bazabta ek funn hai aisa nahi ke qalam uthaya aur kaghaz par lakeer khench khench kar koi taweez nawes ban jata hai balke iske liye husool e ijazat ke bad  zakat e naqoosh ki jin dushwar guzar aur sabar aazma marhalon se guzarna parta hai yeh ek kohna maqsh Amil hi bata payega ,naqoosh aur alwaah ki tyari me kis qadar ehtyat barta jata hai aur kaisi hazir dimagi darkaar hoti hai yeh fun se waqif afrad bakhoobi jante hain ,behamdihi tala main apni 17 sala roohani safar me naqsh nawesi ke talluq se be shumar poshida haqaiq aur ma'auarif se ashna hua hun jisey ahata e tahreer me lane ke liye mujhe ek lambi tateel aur fursat ke lamhat chahiye fil waqt main ap hazraat ko sirf itna batana chahta hun ke jab ap taweez likh rahe hote hain to us waqt apke qalam par do qisam ki qoowaten mtasarrif hona chahti hain ek roohani quwat aur dusri shaitani quwat har do quat apne kam me lagi rahti...

Tilism Charm e Aahu طلسم چرم آہو Gazelle Skin Talisman हिरण के चमडे का तावीज़

Image
Tilism Charm e Aahu Ek Lajwab Tilism Hiran ke chamde me likha jane wala naqsh ya tilism apni roohani quwat ke etbar se ek lajwab aur lasani tilism ya naqsh hota hai Khudaye ta'la ne hiran janwar ke chamde me aisi roohani qoowat wadiyat ki hai jisse insan ki jumla khwahishat ki takmeel me ghaibi madad milti hai jiske pas yeh Tilism Charm e Aahu hoga woh ek khush  qismat insan tasauor kia jayega uski har khwaish ghaib se puri ho jaya karegi is Tilism ki khasiyat ka mukhtasar ta'ruf bas ek jumle me yeh hai ke yeh tilism jumla maqasid ke liye kafi hai

Tilismi Angoothi तिलिस्मी अंगूठी طلسمی انگوٹھی Magical Ring

Image
  Yeh saat Tilism saat sitaron ke hai jinhe sayaron ke makhsoos auqaat me taiyar kia gaya hai in tilismat ko ap Ring ya Locket  me banwa sakte hai ya Taweez Locket me dal kar ya wese hi apne pas jeb me rakh sakte hain. inki mukhtasar khasiyat yeh hain sato.n saiyaro ki nahusat ka mukammal khatma. saiyargan ki nek aur sa'd shuao.n ko kashish karke hamil e tilism ko khush qismati aur kamyabi se hamkanar karna. Har qisam ke sehar aur jadu se hifazat. Dushman aur hasideen hamesha maghloob rahen. jumla qisam ke moozi maraz se hifazat. Shadi ki rukawat khatam ho jaye. Sadh satti ka behtareen upaye. Muqadme me kamyabi hasil ho. Imtehan me pass hone ke liye. kamo me pesh aane wali rukawat door ho.

Nafrat Aur Judai Paida Ho Jaye نفرت اور جدائی پیدا ہو جائے नफरत और अलगाव पैदा हो जाए

Image
نفرت اور جدائی پیدا ہو جائے اگر آپ چاہتے ہیں کہ دو شخصوں کے درمیان ناجائز تعلق ختم ہوجائے اور دونو ایک دوسرے کے دشمن بن جائیں تو اس کے لئے ہفتہ کہ دن بلی کا ایک مونچھ کسی صورت سے حاصل کریں اور کسی چھوٹے چرند یا پرند جیسے کبوتر یا مرغی کا ایک پر حاصل کر کے دونو کو ایک کاغذ میں لپیٹ لیں اس کاغذ پر زحل کی ساعت میں دونوں فریق کا نام مع والدہ لکھ لیں اور اس کاغذ پر سورہ فیل ۳۰۰ مرتبہ پڑھ کردو قبروں کے درمیاں دفن کر دیں ایک ہفتہ میں دونوں کے درمیاں جنگ و جدال کی فضاء بن جائیگی ،عمل صرف جائز صورت میں کر سکتے ہیں ورنہ خود بھگتنا ہوگا اس عمل کے لئے حصار بھی ضروری ہے ،عمل کی اجازت ادارہ کے تمام ارکان اور جملہ شاگردوں کو ہے دیگر احباب فون پر اجازت حاصل کرسکتے ہیں Agara chahte hain ke do shakshon ke darmiyan najaiz talluq khatam ho jaye aur dono ek dusre ke dushman ban jayen to is ke hafta ke din billi ka ek monchh kisi surat se hasil karen aur kisi chhote charind ya parind jaise kabootar ya murghi ka ek par hasil kar ke dono ko ek kaghaz me lapet len is kaghaz par zohal ki saat me do...

Pasand ki Shadi ka Amal विकल्प शादी के लिए उपाय عمل پسند کی شادی Remedy For Choice Marriage

Follow This Link: Amal Ataai Baraye Shadi विकल्प शादी के लिए उपाय عمل عطای براے پسند کی شادی Remedy For Choice Marriage

Dua e Nisf Shabaan دعائے نصف شعبان

Image

Loh E Sharaf E Aftab لوح شرف آفتاب (Sun Glory Talisman)

Image
Lohe Sharaf e Aaftab Izzat o azmat , jaah o hashmat, taraqqi madarij , rob o dabdaba , sarbulandi, izzat o martaba, ghalba o tasallut ke husool ke liye yeh zinda tilism ka kam deta hai , who log jo dusron se piche rah gaye hain ya aala maqam hasil nahi kar sake ,halqaye ahbab aur kam ki jagho me koi izzat nahi aise logo ke lye ek ruhani tohfa hai iske hamil par koi shakhsh ghalib nahi aasakta  election me kamyabi , muqabla jati imtehanat , futoohat ki azim taseer rakhta hai ,zamana e qadeem se tamam hukama ka is naqsh par etemad hai aur mera barso ka tajarba hai. Taskheer khalq aur taraqii e darajat ka muassar waqt Shamsh burj e hamal me harkat karta hua jab 19 win darja par pohachta hai to usey sharaf hasil hota hai sal me sirf ek bar yeh sunehra mauqa hath ata hai ye tamam halaton me saadat darja me qawi hota hai shamsh saiyargan e falki me sab se bada shahanshah ka darja rkhta hai sab se ziyada noorani aur aur taqatwar asar zamin par dalne wala hota hai zindagi aur ...