Posts

Zalim Ko Saza Dene Ka Khatarnak Tlismi Amal ظالم کو سزا دینےکا خطرناک طلسمی عمل तानाशाह को सज़ा देने का खतरनाक मंत्र प्रक्रिया

Image
Is Tilismi Amal Ke Zarye Bade se Bade Zalim Dushman ko bimari aur halakat ki saza di ja sakti hai chunke nihayat khatarnak aur sensitive Amal hai isliye iski Tilismi Ibarat ko naqal na kia jayega jin hazraat ko jaiz surat me zaroorat ho woh hasil kar skte hai'n

Bawaseer Ki Angoothi بواسیر کی انگوٹھی बवासीर की अंगूठी

Image
Bawaseer jaise moozi bimari se chhutkara paane ke liye yeh chhalla ya angoothi Baqareid Eid Ul Adha ke din tayar ki jati hai aur is amal ki zakat bhi usi din ada ki jati hai.

Burj e Jooza Wale Bache Ki Shakhsiyat برج جوزا والے بچے کی شخصیت बुर्ज मिथुन वाले बच्चे के व्यक्तित्व

Image
Is Mazmoon Me'n ap parhenge burje e jooza ke zer asar paida hone wale bache ki shakhsiyat ke bare me unke aadat o khasail , zahiri shakal o soorat , kamzoriya'n aur khamiya'n , unki tarbiyat kaise ho , dosti aur sangat , zahni qabiliyat , pasandida mazameen , kis fun me'n maharat rakhte hai'n unko kia kam ikhtyar karna chahiye aur sehat kaisi hoti hai waghaira 

Amal Deg Sulaimani Baraye Dafa Asarat e Shaitani तंत्र देग सोलाीमानी ब्राे दफा प्रभाव शैतानी عمل دیگ سلیمانی براے دفع اثرات شیطانی

Image
Mareez par Musallat Aaseb,Shaitan,Jinnat,Asarat,Jadu Tona,Sehar Hama Aqsam Ka Mukammal Ilaaj    Is tareeqe se kisi bhi makan aur jagah se in cheezo'n ka khatma kia ja sakta hai iska tareeqa e kaar zara mukhtalif hai mai'n yeha'n mareez par musallat asarat ke khatme ka tareeqa e kaar naqal karta hu'n Is amla ki IJAZAT mere un tamam shagirdo'n ko deta hu'n jinho'n ne ابرثا صبرثا wala chillah kata hai Aur Roohani Amileen o Mualijeen jinhe saheeh sando'n ke sath taweezat o amaliyat ki ijazat hai woh bhi is tareeqa e kaar se faida uthaye'n aur faqeer ko dua me'n yad rakhe'n

23 July Date Of Birth Ka Mukhtasar Zaicha

Image
Agar Apki tareekh paidhaish 23 July Hai to apna mukhtasar aicha yeha mulahiza kare’n.

Lohe Mohabbat Ashab e Kahaf Wala | تعویذ محبت اصحاب کہف والا | ताबीज प्यार असहाब कहफ़ वाला

Image

Dast e Ghaib Ka Takseeri Amal دست غیب کا تکسیری عمل दस्त अनदेखी का तकसीरि तंत्र

Image
Assalam Alaikum, Amal Dast e Ghaib ki ijzat hasil karne ke liye ap hazraat 2 :00 pm to 4:00 pm Cell phone par rabta kar sakte hain. از قلم  محمد عمران رضوی القادری 

Charghe e Nemat چراغ نعمت दीपक आशीर्वाद

Image
Some Features Of " Chiragh e Ne'mat " Ghar Me'n Barkat  Rupai Me'n Izafa Ghaibi Madad Dafa Nazar Bad Dafa Shaitani Asar Amraz Se Shifa Hifazat e Makan Ghar Me'n Aman Bacho'n Ki Hifazat Tankhwa Me'n Izafa Tangdasti ka Khatma Mohlak Amraz Se Hifazat Makan Ka Roohani Hisar Sab Dili Murade'n Bar Aaye'n etc Charaghe e Nemat  Baraye Usat e Rizq o Husool e daulat o Ghina 1. Mah sabat ya har urooj mah me bad namaz maghrib tanhai me amal shuru kia jaye aur 41 yom ka chilla hogab 2. Charagh ko aisi jagah rakhen ke charagh aur kaabe ke darmiyan apka chehra ho aur charagh kisi mez ya stool par rakhen ke sine ke muqabil rahe charon kono me roi ki battiyan rakhe.n aur khushboodar tel ya umdah ghee dale.n 3. Charagh ki batti ke ek nishan par pachchim khuda hua hai khayal rahe ke woh batti pachchim hi ki taraf rahe. 4. Bad namaz maghrib taza wozoo kare  ےَا غَوْث الثقْلین...

Daulat Mand Banne ka Tilismi Chiragh O Palita धनी बनने का मंत्र दीपक دولت مند بننے کا طلسمی چراغ و پلتہ

Image
Is Amal ki badaulat insaan bohat kam waqt me daulatmandi ka lutf uthane lagta hai rupai paise mukhtalif bahano se aana shuru ho jate hain dekhte hi dekhte bank balance ban jata hai shayad aap hazraat me se kisi ko yeh mubalgha aarai lage lekin baat mabni bar haqeeqat hai faqeer ne baarha tajurba kia aur arsa daraaz sse sainkdon afraad ko bana kar deta aaraha hun kuch pana hai to mehnat aur lagan se haasil hosakta hai is chiragh se kaamil faida uthane ke liye bas isko pabandi se raushan karna hi shart hai take is tilismi chiragh ke alwi muakkil aur khuddam aap se manoos ho jayen aur khudaye qadeer ke izan se aapke liye husool e daulat ke mukhtalif zaraye muhaiyah karne me jut jayen ge , aksar aamileen hazraat aur degar aam log amal dast ghaib hasil karne aur unke amil banne ki koshish me zindagi ke qeemti auqaat ko zaya karte rahte hain jabke aisi chizon ka husool koi aasan kaam nahi aur baghair ustad ke to qatan kaamyabi ki ummed rakhna na chahiye lekin is tilismi chiragh ka rau...

Loh e Auj e Shams Ka Tariqa e Kaar لوح سعادت شمس کا طریقہ کار

Image
Jab Aftab burj e sartan yani cancer ke 20" darje par ata hai to isey auj ka kamal hasil hota hai aur yeh waqt sharaf ke bad sab se taqatwar waqt mana jata hai is waqt muktalif Alwaah tarqqi aur Namwari ke liye tyar ki jati hai  is waqt ko ghanimat jante hue maine socha ke ifada e aam ke liye ek asan Loh hurf e muqatta'a ki Loh e Sa'adat Shams ka tariqa qalamband kar du'n taake har koi faida utha sake tarkeeb nihayat saada hai ek aisa kaghaz lena hai jiska ek rukh sunehra ho aur dusra rukh safed taake idhar naqsh likha ja sake  hasil shuda kaghaz par zafran se yeh naqsh bawazu hokar tahreer kare'n kamre me koi dusra fard na ho nihayat sukoon ke saath yeh kam anjam de'n naqsh mukammal karne ke bad is dua ko 141 اللہم لک الحمد لا الہ الا انت یا حنان یا منان یا بدیع السموات والارض یا ذوالجلال والاکرام  martaba parh kar naqsh par dam kare'n aur usi din peele rang ke kapde me lapet kar naqsh apne pas rakh le'n in sha Allah taskheer khalq hogi izzat au...