Posts
Featured Post
Loh e Noor (Atiyah Huoor Mufti e Azam e Hind)
- Get link
- X
- Other Apps
Loh e Noor Huzoor Mufti e Azam e Hind Nawwarallahu Marqadahu Ka Istikhraj Farmooda Ek Roohani Atiyah Hai Jo Ke Jumla Maqasid Me Mujarrab o Azmuda Sabit Hua Isey Hasil karne Ke Liye Idara Se Rabta kar Sakte hain Yeh 3 Type Ka Tyar Kia Jata Hai 1. Zarfarn Se 2. Pak Siahi Se 3.Printed .....Hasb e Zouq Talab Kar Sakte Hai'n.....Shukria
Mushtari Dar Burj e Aqrab مشتری در برج عقرب Jupiter In Scorpio
- Get link
- X
- Other Apps
Loh e Rizq Banane Ka Tariqa لوح رزق بنانے کا طریقہ धन मंत्र बनाने का तरीका
- Get link
- X
- Other Apps
Lohe Tahaffuz Khaas لوح تحفظ خاص (Talisman For Protection)
- Get link
- X
- Other Apps
Lohe Tahaffuz Khaas Aayat e Hifaazat aur Huroof e Noorani Ki Naayab Loh Aaseb khwah kaisa zabardast ho is loh ke haamil par ghalib nahi aa sakta Asarat e shaitani apna asar daalne me nakaam ho Jinn jinnat koi gazind na pohcha sakey Sarkash se sarkash jin bhi kuch na bigaad paaye Bhoot pareyt kabhi bhoole se bhi paas nahi bhatak sakte Badd rooh ya arwahe khabeesa is loh ko dekh kar meelo door bhag jaate hain Sehar jaadu safed jo alwi moakkilon ke zarye karaya jata hai usse mukammal hifazat rahti hai Sifli ilm ya sifli amal khwah misar ka ho ya bangal ka bihar ka ho ya africa ka apna asar is loh ke muqabil nahi dikha sakta Kaala jaadu ,sehar e hawatif, sehrulmaraz, sehrulwaswaas, sehar e takhaiyul, gharaz ke jumla aqsaam ke sehar se tahaffuz Karobar ya dukan ya factory me maali nuqsaanat se hifaazat rahe Achanak hone wale haadsisaat har qisam ka dar khauf se aman me rahe Ghar karkhane ,office ,dukan me chor aur chori se aur aag lagne se hifaazat Nayi dul...
Chor Ke Pet Me'n Dard Ho चोर के पेट में दर्द हो چور کے پیٹ میں درد ہو
- Get link
- X
- Other Apps
Jadu Aseb Maloom Karna जादू जानने के लिए جادوآسیب معلوم کرنا
- Get link
- X
- Other Apps
La Ilaj Bimari Se Shifa गंभीर बीमारी से सेफ़ा لاعلاج بیماری سے شفاء
- Get link
- X
- Other Apps
Har Mushkil Aasan Ho हर कठिनाई आसान है ہر مشکل آسان ہو
- Get link
- X
- Other Apps
Haqeeqat e Sehar Ek Jaamey Tahreer حقیقت سحر پر ایک جامع تحریر जादू की वास्तविकता पर एक व्यापक लेख
- Get link
- X
- Other Apps
Bara Burj Aur Bachcho'n Ki Khasiyat بارہ برج اور بچوں کی خاصیت बारह बुर्ज और बच्चों की विशेषता
- Get link
- X
- Other Apps
Imtehan Me'n Kamyabi | امتحان میں کامیابی | परीक्षा में सफलता
- Get link
- X
- Other Apps
Qarz Ada Ho Jaye | قرض ادا ہو جاے | कर्ज चुकाना हो जाय
- Get link
- X
- Other Apps
Ladki Ka Rishta Ho Jaye | لڑکی کا رشتہ ہو جاے | लड़की का रिश्ता हो जाय
- Get link
- X
- Other Apps
Kia Insan Jinn Aur Firishta Ko Dekh Sakta Hai کیا انسان جن یا فرشتہ کو دکھ سکتا ہے क्या आदमी जीन या परी फरस्ता देख सकता है
- Get link
- X
- Other Apps
Is Mazmoon me'n ap parhenge ke insan aam taur par jin ya mawakkil ko kiyo'n nahi dekh sakta aur agar dekhta bhi hai to uski kia surat hai,amil kahlane aur roohani ilaj ke liye jin ya mawakkil ka tabe karna kia zaruri hai,aamileen aur awamunnas me'n paye jane wale ghalat tasawur ki islah waghairah waghairah ek nihayat jaame aur maloomati guftugu.
بھاگے ہوئے کو بلانے کا تعویذ Bhage Hue Ko Bulane Ka Taweez भागे हुए को बुलाने का तावीज़
- Get link
- X
- Other Apps
Zalim Ko Saza Dene Ka Khatarnak Tlismi Amal ظالم کو سزا دینےکا خطرناک طلسمی عمل तानाशाह को सज़ा देने का खतरनाक मंत्र प्रक्रिया
- Get link
- X
- Other Apps
Bawaseer Ki Angoothi بواسیر کی انگوٹھی बवासीर की अंगूठी
- Get link
- X
- Other Apps
Burj e Jooza Wale Bache Ki Shakhsiyat برج جوزا والے بچے کی شخصیت बुर्ज मिथुन वाले बच्चे के व्यक्तित्व
- Get link
- X
- Other Apps
Is Mazmoon Me'n ap parhenge burje e jooza ke zer asar paida hone wale bache ki shakhsiyat ke bare me unke aadat o khasail , zahiri shakal o soorat , kamzoriya'n aur khamiya'n , unki tarbiyat kaise ho , dosti aur sangat , zahni qabiliyat , pasandida mazameen , kis fun me'n maharat rakhte hai'n unko kia kam ikhtyar karna chahiye aur sehat kaisi hoti hai waghaira
Amal Deg Sulaimani Baraye Dafa Asarat e Shaitani तंत्र देग सोलाीमानी ब्राे दफा प्रभाव शैतानी عمل دیگ سلیمانی براے دفع اثرات شیطانی
- Get link
- X
- Other Apps
Mareez par Musallat Aaseb,Shaitan,Jinnat,Asarat,Jadu Tona,Sehar Hama Aqsam Ka Mukammal Ilaaj Is tareeqe se kisi bhi makan aur jagah se in cheezo'n ka khatma kia ja sakta hai iska tareeqa e kaar zara mukhtalif hai mai'n yeha'n mareez par musallat asarat ke khatme ka tareeqa e kaar naqal karta hu'n Is amla ki IJAZAT mere un tamam shagirdo'n ko deta hu'n jinho'n ne ابرثا صبرثا wala chillah kata hai Aur Roohani Amileen o Mualijeen jinhe saheeh sando'n ke sath taweezat o amaliyat ki ijazat hai woh bhi is tareeqa e kaar se faida uthaye'n aur faqeer ko dua me'n yad rakhe'n
Lohe Mohabbat Ashab e Kahaf Wala | تعویذ محبت اصحاب کہف والا | ताबीज प्यार असहाब कहफ़ वाला
- Get link
- X
- Other Apps
Dast e Ghaib Ka Takseeri Amal دست غیب کا تکسیری عمل दस्त अनदेखी का तकसीरि तंत्र
- Get link
- X
- Other Apps
Charghe e Nemat چراغ نعمت दीपक आशीर्वाद
- Get link
- X
- Other Apps
Some Features Of " Chiragh e Ne'mat " Ghar Me'n Barkat Rupai Me'n Izafa Ghaibi Madad Dafa Nazar Bad Dafa Shaitani Asar Amraz Se Shifa Hifazat e Makan Ghar Me'n Aman Bacho'n Ki Hifazat Tankhwa Me'n Izafa Tangdasti ka Khatma Mohlak Amraz Se Hifazat Makan Ka Roohani Hisar Sab Dili Murade'n Bar Aaye'n etc Charaghe e Nemat Baraye Usat e Rizq o Husool e daulat o Ghina 1. Mah sabat ya har urooj mah me bad namaz maghrib tanhai me amal shuru kia jaye aur 41 yom ka chilla hogab 2. Charagh ko aisi jagah rakhen ke charagh aur kaabe ke darmiyan apka chehra ho aur charagh kisi mez ya stool par rakhen ke sine ke muqabil rahe charon kono me roi ki battiyan rakhe.n aur khushboodar tel ya umdah ghee dale.n 3. Charagh ki batti ke ek nishan par pachchim khuda hua hai khayal rahe ke woh batti pachchim hi ki taraf rahe. 4. Bad namaz maghrib taza wozoo kare ےَا غَوْث الثقْلین...