Posts
Featured Post
Chor Ke Pet Me'n Dard Ho चोर के पेट में दर्द हो چور کے پیٹ میں درد ہو
- Get link
- X
- Other Apps
Jadu Aseb Maloom Karna जादू जानने के लिए جادوآسیب معلوم کرنا
- Get link
- X
- Other Apps
La Ilaj Bimari Se Shifa गंभीर बीमारी से सेफ़ा لاعلاج بیماری سے شفاء
- Get link
- X
- Other Apps
Har Mushkil Aasan Ho हर कठिनाई आसान है ہر مشکل آسان ہو
- Get link
- X
- Other Apps
Haqeeqat e Sehar Ek Jaamey Tahreer حقیقت سحر پر ایک جامع تحریر जादू की वास्तविकता पर एक व्यापक लेख
- Get link
- X
- Other Apps
Bara Burj Aur Bachcho'n Ki Khasiyat بارہ برج اور بچوں کی خاصیت बारह बुर्ज और बच्चों की विशेषता
- Get link
- X
- Other Apps
Imtehan Me'n Kamyabi | امتحان میں کامیابی | परीक्षा में सफलता
- Get link
- X
- Other Apps
Qarz Ada Ho Jaye | قرض ادا ہو جاے | कर्ज चुकाना हो जाय
- Get link
- X
- Other Apps
Ladki Ka Rishta Ho Jaye | لڑکی کا رشتہ ہو جاے | लड़की का रिश्ता हो जाय
- Get link
- X
- Other Apps
Kia Insan Jinn Aur Firishta Ko Dekh Sakta Hai کیا انسان جن یا فرشتہ کو دکھ سکتا ہے क्या आदमी जीन या परी फरस्ता देख सकता है
- Get link
- X
- Other Apps
Is Mazmoon me'n ap parhenge ke insan aam taur par jin ya mawakkil ko kiyo'n nahi dekh sakta aur agar dekhta bhi hai to uski kia surat hai,amil kahlane aur roohani ilaj ke liye jin ya mawakkil ka tabe karna kia zaruri hai,aamileen aur awamunnas me'n paye jane wale ghalat tasawur ki islah waghairah waghairah ek nihayat jaame aur maloomati guftugu.
بھاگے ہوئے کو بلانے کا تعویذ Bhage Hue Ko Bulane Ka Taweez भागे हुए को बुलाने का तावीज़
- Get link
- X
- Other Apps
Zalim Ko Saza Dene Ka Khatarnak Tlismi Amal ظالم کو سزا دینےکا خطرناک طلسمی عمل तानाशाह को सज़ा देने का खतरनाक मंत्र प्रक्रिया
- Get link
- X
- Other Apps
Bawaseer Ki Angoothi بواسیر کی انگوٹھی बवासीर की अंगूठी
- Get link
- X
- Other Apps
Burj e Jooza Wale Bache Ki Shakhsiyat برج جوزا والے بچے کی شخصیت बुर्ज मिथुन वाले बच्चे के व्यक्तित्व
- Get link
- X
- Other Apps
Is Mazmoon Me'n ap parhenge burje e jooza ke zer asar paida hone wale bache ki shakhsiyat ke bare me unke aadat o khasail , zahiri shakal o soorat , kamzoriya'n aur khamiya'n , unki tarbiyat kaise ho , dosti aur sangat , zahni qabiliyat , pasandida mazameen , kis fun me'n maharat rakhte hai'n unko kia kam ikhtyar karna chahiye aur sehat kaisi hoti hai waghaira
Amal Deg Sulaimani Baraye Dafa Asarat e Shaitani तंत्र देग सोलाीमानी ब्राे दफा प्रभाव शैतानी عمل دیگ سلیمانی براے دفع اثرات شیطانی
- Get link
- X
- Other Apps
Mareez par Musallat Aaseb,Shaitan,Jinnat,Asarat,Jadu Tona,Sehar Hama Aqsam Ka Mukammal Ilaaj Is tareeqe se kisi bhi makan aur jagah se in cheezo'n ka khatma kia ja sakta hai iska tareeqa e kaar zara mukhtalif hai mai'n yeha'n mareez par musallat asarat ke khatme ka tareeqa e kaar naqal karta hu'n Is amla ki IJAZAT mere un tamam shagirdo'n ko deta hu'n jinho'n ne ابرثا صبرثا wala chillah kata hai Aur Roohani Amileen o Mualijeen jinhe saheeh sando'n ke sath taweezat o amaliyat ki ijazat hai woh bhi is tareeqa e kaar se faida uthaye'n aur faqeer ko dua me'n yad rakhe'n
Lohe Mohabbat Ashab e Kahaf Wala | تعویذ محبت اصحاب کہف والا | ताबीज प्यार असहाब कहफ़ वाला
- Get link
- X
- Other Apps
Dast e Ghaib Ka Takseeri Amal دست غیب کا تکسیری عمل दस्त अनदेखी का तकसीरि तंत्र
- Get link
- X
- Other Apps
Charghe e Nemat چراغ نعمت दीपक आशीर्वाद
- Get link
- X
- Other Apps
Some Features Of " Chiragh e Ne'mat " Ghar Me'n Barkat Rupai Me'n Izafa Ghaibi Madad Dafa Nazar Bad Dafa Shaitani Asar Amraz Se Shifa Hifazat e Makan Ghar Me'n Aman Bacho'n Ki Hifazat Tankhwa Me'n Izafa Tangdasti ka Khatma Mohlak Amraz Se Hifazat Makan Ka Roohani Hisar Sab Dili Murade'n Bar Aaye'n etc Charaghe e Nemat Baraye Usat e Rizq o Husool e daulat o Ghina 1. Mah sabat ya har urooj mah me bad namaz maghrib tanhai me amal shuru kia jaye aur 41 yom ka chilla hogab 2. Charagh ko aisi jagah rakhen ke charagh aur kaabe ke darmiyan apka chehra ho aur charagh kisi mez ya stool par rakhen ke sine ke muqabil rahe charon kono me roi ki battiyan rakhe.n aur khushboodar tel ya umdah ghee dale.n 3. Charagh ki batti ke ek nishan par pachchim khuda hua hai khayal rahe ke woh batti pachchim hi ki taraf rahe. 4. Bad namaz maghrib taza wozoo kare ےَا غَوْث الثقْلین...
Daulat Mand Banne ka Tilismi Chiragh O Palita धनी बनने का मंत्र दीपक دولت مند بننے کا طلسمی چراغ و پلتہ
- Get link
- X
- Other Apps
Is Amal ki badaulat insaan bohat kam waqt me daulatmandi ka lutf uthane lagta hai rupai paise mukhtalif bahano se aana shuru ho jate hain dekhte hi dekhte bank balance ban jata hai shayad aap hazraat me se kisi ko yeh mubalgha aarai lage lekin baat mabni bar haqeeqat hai faqeer ne baarha tajurba kia aur arsa daraaz sse sainkdon afraad ko bana kar deta aaraha hun kuch pana hai to mehnat aur lagan se haasil hosakta hai is chiragh se kaamil faida uthane ke liye bas isko pabandi se raushan karna hi shart hai take is tilismi chiragh ke alwi muakkil aur khuddam aap se manoos ho jayen aur khudaye qadeer ke izan se aapke liye husool e daulat ke mukhtalif zaraye muhaiyah karne me jut jayen ge , aksar aamileen hazraat aur degar aam log amal dast ghaib hasil karne aur unke amil banne ki koshish me zindagi ke qeemti auqaat ko zaya karte rahte hain jabke aisi chizon ka husool koi aasan kaam nahi aur baghair ustad ke to qatan kaamyabi ki ummed rakhna na chahiye lekin is tilismi chiragh ka rau...
Loh e Auj e Shams Ka Tariqa e Kaar لوح سعادت شمس کا طریقہ کار
- Get link
- X
- Other Apps
Jab Aftab burj e sartan yani cancer ke 20" darje par ata hai to isey auj ka kamal hasil hota hai aur yeh waqt sharaf ke bad sab se taqatwar waqt mana jata hai is waqt muktalif Alwaah tarqqi aur Namwari ke liye tyar ki jati hai is waqt ko ghanimat jante hue maine socha ke ifada e aam ke liye ek asan Loh hurf e muqatta'a ki Loh e Sa'adat Shams ka tariqa qalamband kar du'n taake har koi faida utha sake tarkeeb nihayat saada hai ek aisa kaghaz lena hai jiska ek rukh sunehra ho aur dusra rukh safed taake idhar naqsh likha ja sake hasil shuda kaghaz par zafran se yeh naqsh bawazu hokar tahreer kare'n kamre me koi dusra fard na ho nihayat sukoon ke saath yeh kam anjam de'n naqsh mukammal karne ke bad is dua ko 141 اللہم لک الحمد لا الہ الا انت یا حنان یا منان یا بدیع السموات والارض یا ذوالجلال والاکرام martaba parh kar naqsh par dam kare'n aur usi din peele rang ke kapde me lapet kar naqsh apne pas rakh le'n in sha Allah taskheer khalq hogi izzat au...
Lohe Auj e Shams July 2017
- Get link
- X
- Other Apps
آفتاب تمام سیاروں میں شہینشاہ کا درجہ رکھتا ہے جب اسے شرف یا اوج ہوتا ہے اس کی بادشاہی میں مزید قوت پیدا ہو جاتی ہے اور خاص درجے پر نہایت با قوت روحانی سعاء کاینات میں بکھیرتا ہے جسے ہم نقش یا لوح میں منسوبہ حروف ،آیات اور اعداد کے توسط سے قید کر لیتے ہیں ان وقتوں میں بناے گءے جفری نقوش اپنی مثال آپ ہیں لوح اوج شمس کی مختصر خاصیت قلمبند کی جاتی ہے Aftab Tamam Saiyaro'n Me'n Shahanshah Ka Darja rakhta hai jab isey sharaf ya auj hota hai iski badshahi me'n mazeed quwat paida ho jati hai aur us khas darje par nihayat ba quwat roohani shuwa kainat me bikherta hai jisey Hum Naqsh aur Loh me'n mansooba huroof ,aayat aur aadad ke tawassut se qaid kar lete hai'n in waqto'n me'n banaye gaye jafri naqoosh apni misal aap hai'n Lohe Auj e Shams ki Mukhtasar Khasiyat Qalamband Ki Jati hai Lohe Auj e Shams Ki Mukhtasar Kahsiyat Shohrat Aur Namwari Ke Liye Ruke Hue Kaam Jari Ho Jaye'n Izzat Aur Martaba Buland Ho Muashre me...
Lohe Adaye Qarz कर्ज का भुगतान होने के ताबीज Taweez For Debt لوح اداے قرض
- Get link
- X
- Other Apps
Adaye Qarz Aur Khair o Barkat Ka Ek Mujarrab Lohe Adaye Qarz jo ke Khas Jumatulwida ke din bad namaz Juma tyar ki jati hai maine chand naqoosh hasb e mamool tyar kia hai is Loh ka hadiya mahaz 500/- INR hai agar kisi ko ashad zaroorat hai aur 500 ki bhi isteta'at na rakhta ho to mahaz courier charge ada karke free hasil kar sakte hai'n. فقیر قادری صوفی محمد عمران رضوی
Nad e Ali Ek Suryani Tilism ناد علی ایک سرےانی طلسم नाद अली एक सरियानी मंत्र Nad e Ali A Syriac Spell
- Get link
- X
- Other Apps
Ap ko yeh jan kar hairat ho gi ke Nad e Ali Sharif bazuban e suryani das hazar saal qabal maseeh se aatish parast saahiro'n ke mujarrabat me shamil tha aur unke aqeede ke mutabiq is tilismi ibarat se har kam lia ja sakta tha, janna chahiye ke Nad e Ali Shareef Jang e Ohad me'n Nabi Kareem Sallallah alaihi wasallam ki zuban e aqdas par jari hua kehte hai'n jibreil ameen ne Saiyed e Alam Sallallahu alaihi wasallam ko yeh alfaz sikhaye ناد علیا مظھر العجائب تجدہ عونا لک فی النوائب کل ھم و غم سینجلی to iske jawab me'n Aaaqaye do jaha'n salallaho alaihi wasallam ne yeh irshad farmaya بعظمتک یا اللہ یا اللہ یا اللہ و بنبوتک یا محمدیامحمدیامحمد و بولایتک یا علی یا علی یا علی Hazrat Muhammad Ghaus Gawalyari rahmatullahi alaih musannif e Jawahir e Khamsa isey Jang e Khaiber se mansoob batate hai'n bahar kaif is bat par to sabhi muttafiq hai'n ke Nad e Ali sharif ek azeemulmartabat isteghasa hai Khudaye Qadeer ki bargah e quds me'n bawaseela Janab ...
Taweez Quwat e Hafiza Ke Liye तावीज़ शक्ति मेमोरी का تعویز قوت حافظہ کا Amulet For Power Of Memory
- Get link
- X
- Other Apps
Jin bacho'n ka hafiza kamzor ho sabaq yad na hota ho to chahiye ke surah taha ki mashoor o maroof ayat rabbi zidni ilma ko rozana 414 martaba parhne ke liye bache ko takeed kare'n agar 414 martaba na parh sake kam az kam 100 bar hi parhaya jaaye aur maa bap ya koi rishtedar rozana 414 martaba parh kar bache ko pani me'n dam kar ke dia kare sath is naqsh ko budh ke din awal sa't me'n zafran se likh kar bache ko usi din gale me'n pehnaye in sha Allah hafiza qawi hoga ilm me'n izafa hoga aur parhai me'n bhi dil lagega
Taweez Do Bhaiyon Me.n Sulah Ho Jaye ताबीज दो भायों में सुलह हो تعویذ دو بھاءوں میں صلح ہو جاءے
- Get link
- X
- Other Apps
Jab do bhaiyon ya do doston me apsi ranjish paida ho jaye to unki sulah karane ke waaste surah yousuf ki ayat number 92 ko 3371 martaba parh kar naqsh par dam kare.n aur dono me.n se kisi ek ko yeh taweez bandh de.n agar kisi ko bhi taweez dena mushkil ho to kisi phal dar darakht ya ghar me.n latka de.n taake hawa se hilta rahe ,yeh tariqa do giroh ya do jama't me.n bhi sulah karane ke liye behad asan aur mujarrab hai.